Roman script

mama miya, mama miya 

tujhe pars me rakh lungi par jane na dungi piya

hey kaam pe to jana padega paisa to kamana padega

hey kaam pe to jana padega paisa to kamana padega

are pyar karne walo bas pyar hi hai gahna

jane do na, hey jane do na na na 

o mama miya, mama miya

dekho mera dham gut raha hai oho how sad

yaha meri jaan par bani hai oh god

are dekho mera dham gut raha hai

yaha meri jaan par bani hai

mai hu teri jaan le le meri jaan

mai hu teri jaan le le meri jaan

jaan tujhpe vari piya jane do na jane do na

pyar ki roti se kabhi pet kisi ka bara na

hey yara teri meri ye yaari duniya ki bato se nayari

ha yara teri meri ye yaari duniya ki bato se nayari

jab jeb khali dil bhi khali nibata na yarana

mama miya, mama miya  jane do na, jane do na

yaha mujhe thand lag rahi hai tumko hasi aa rahi hai

are yaha mujhe thand lag rahi hai tumko hasi aa rahi hai

hey baho me aa dungi jala baho me aa dungi jala

mitti agan hu piya jane do na, hey jane do na

jane do na, are jane do na

pyar ki roti se kabhi pet kisi ka bara na

hey yara teri meri ye yaari duniya ki bato se nayari

ha yara teri meri ye yaari duniya ki bato se nayari

jab jeb khali dil bhi khali nibata na yara

ho mama miya, hey mama miya

are jane do na, hey jane do na, naa

Explore this song