Roman script

paisa vaisa kya pata kaun kaisa kya pata

zinda hoon aaj main is se zyada kya pata

mera to zamane se lena dena hi nahi

yara gustakhi maaf itna hi maloom

jispe bhi tu sath ho bas itna hi maloom

yaqeen hai wahin hai meri manzil ka rasta

meri manzil ka rasta

meri manzil ka rasta

meri manzil ka rasta

taare kaise bhala hain todte kya pata

taare mil bhi gaye toh tu karegi bhi kya

main agar mamooli kartab dikha karke

sabit karun bol kya, kya hai tu mere liye

sidhe sadhe se lafzon me sun le zara

kasme kya pata reet rasme kya pata

sache pyar ki kisme visme kya pata

mera to zamane se lena dena hi nahi

yara gustakhi maaf itna hi malum

jispe bhi tu sath ho bas itna hi malum

yaqeen hai wahi hai meri manzil ka rasta

meri manzil ka rasta

Explore this song