Roman script

malmal me badan mora chamke

jobanwa damke sajanwa kaise chupau haye haye

kaise chupau gori bahe

ye tirchi nigahe jawani ki adaye

malmal me malmal me badan mora chamke

jobanwa damke sajanwa kaise chupau haye haye

resham ki maine choli mangai

resham ki maine choli mangai

do pal tan par bhi tikne na payi

ho tut gayi dori jo li angdayi

tut gayi dori jo li angdayi

hui aisi halchal hui aisi halchal

mangani padi malmal

malmal me malmal me badan mora chamke

jobanwa damke sajanwa kaise chupau haye haye

hoke jawan maine bada dukh paya

hoke jawan maine bada dukh paya

dekhe buri aankh se apna paraya

kaahe ye jawani aayi kaahe ye sabab aaya

kaahe ye jawani aayi kaahe ye sabab aaya

hui aisi halchal hui aisi halchal

mangani padi malmal haay

malmal me ho malmal me badan mora chamke

jobanwa damke sajanwa kaise chupau haye haye

kaise chupau gori bahe

ye tirchi nigahe jawani ki adaye

malmal me malmal me badan mora chamke

jobanwa damke sajanwa kaise chupau haye haye

Explore this song