Roman script

maine tujhse pyar kiya hai isme meri khata nahi

kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi

maine tujhse pyar kiya hai

ek phul chuna hai maine

ek phul chuna hai maine itne bade chaman se

ek tara chura liya hai itne bade gagan se

sari dunia dekhi maine koi mujhko jacha nahi

tere aage sar jhukta hai tere aage sar jhukta hai

kyu jhukta hai pata nahi

kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi

maine tujhse pyar kiya hai

mahki mahki baat kare hum krz baharo se lele

apne apne khwab bune yuhi khyalo me akele

tu mujhko achi lagti hai kyu lagti hai pata nahi

tu mujhko acha lagta hai kyu lagta hai pata nahi

kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi

maine tujhse pyar kiya hai

Explore this song