Roman script

bam bara bam bara bam bara

maine tujhe maine tujhe jit liya tune mujhe jit liya 

dil hara dil hara dilbar yara dildara

bam bara bam bara bam bara

maine tujhe jit liya tune mujhe jit liya 

dil hara dil hara dilbar yara dildara

bam bara bam bara bam bara

nain lutera meri mare sharam ke

git sunaye meri payaliya chhan chhan ke

dekh sambhal zara chal tham tham ke 

leke meri baho ka sahara hey bam bara bam bara 

gora mukh naina kajrare kajrare 

rup me tere rang hai sare

gora mukh naina kajrare 

rup me tere rang hai sare

pyar ke rang se maine ang ang par 

likh diya naam tumhara hey bam bara bam bara 

chori nahi ki ha chori nahi ki maine 

pyar kiya hai maine pyar kiya hai

devi se maine tujhe mang liya hai

chori nahi ki maine pyar kiya hai

devi se maine tujhe mang liya hai

devi ne ye vardan diya hai

vardan diya hai pyar amar hai hamara

hey bam bara bam bara 

maine tujhe jit liya tune mujhe jit liya dil hara

bam bara bam bara bam bara

bam bara bam bara bam bara

Explore this song