Roman script

mujhe kya hua ye bata, mene tujhe chhuaa to tan jala 

mujhe kya hua ye bata, mene tujhe chhuaa to tan jala 

o jal bhi jale aisi jalan kaise mitegi

kis tarah se bolo ye aag dabegi

do hriday milenge tabhi aag bujhegi

mujhe kya hua ye bata, mene tujhe chhuaa to tan jala 

bolo kya mosam dil apna behlaayega

na na na mosam to tnaha kar jaayega

baadal se bol dil pyaasa bhar jaayega

na na na baadal to pyaasa trsaayega ho baaba

haay haay haay madhur milan hoga tabhi pyaas bujhegi

mujhe kya hua ye bata mene tujhe chhuaa to tan jala

o jal bhi jale aisi jalan kese mitegi

kis tarah se bolo ye aag dabegi

do hriday milenge tabhi aag bujhegi

mujhe kya hua ye bata mene tujhe chhuaa to tan jala

mere tan par haay kyu kar na paani ruk paaya

ha chikani hai itani ho gori teri kaaya

gaata lehraata ye saawan kyu chhaaya

tere baalo ke chumban ko saawan ye aaya o baaba

haay haay haay hoth tere chhuke bund bhaap banegi

mujhe kya hua ye bata mene tujhe chhuaa to tan jala

o jal bhi jale aisi jalan kese mitegi

kis tarah se bolo ye aag dabegi

do hriday milenge tabhi aag bujhegi

ha mujhe kya hua ye bata mene tujhe chhuaa to tan jala

Explore this song