Roman script

bol bol aye darwaje bol bol aye khidki

bol bol aye diwar maine to pani piya tha

ye kya ho gaya ye kya ho gaya

ye kya ho gaya ye kya ho gaya

bol bol aye darwaje bol bol aye khidki

bol bol aye diwar maine to pani piya tha

ye kya ho gaya ye kya ho gaya

ye kya ho gaya ye kya ho gaya

jagi so gayi mai mast aisi ho gayi mai

rasta kho gaya hai ya raste me kho gayi mai

jagi so gayi mai mast aisi ho gayi mai

rasta kho gaya hai ya raste me kho gayi mai

chali to giri re giri to uthi re 

uthi to giri mai fir diwani

maine to pani piya tha

ye kya ho gaya ye kya ho gaya

ye kya ho gaya ye kya ho gaya

mera ghar kaha hai kya yaha hai ya waha hai

kiski ye gali hai kiska ye maka hai

mera ghar kaha hai kya yaha hai ya waha hai

kiski ye gali hai kiska ye maka hai

koi to aaye re kuch bataye re

mujhpe kare meharbani maine to pani piya tha

ye kya ho gaya ye kya ho gaya

ye kya ho gaya ye kya ho gaya

aisa lag raha din gulabi ho gaye hai

bina ek mere sab sharabi ho gaye hai

aisa lag raha din gulabi ho gaye hai

bina ek mere sab sharabi ho gaye hai

are are re pare re pare re 

kare tu kyu ched khani maine to pani piya tha

ye kya ho gaya ye kya ho gaya

ye kya ho gaya ye kya ho gaya

Explore this song