Roman script

maine sikha jo pyar ka pahada 

maine sikha jo pyar ka pahada 

mohabato ne mara ke ashiqui ke din aaa gaye

ke ashiki ke din aa gaye ke hay ke ashiki din aa gaye

maine sikha jo pyar ka pahada 

mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye

hay ke ashiki ke din aa gaye ke din aa gaye

ho maine sikha jo pyar ka pahada 

dekh ke tera roop salona chal gaya dil pe jadu tona 

dekh ke tera roop salona chal gaya dil pe jadu tona 

pyar se mera daman bhar de aj tu mujhko pagal kar de 

jab dekha ye chehra pyara pyara 

jab dekha ye chehra pyara pyara 

mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye

ke ashiqui ke din aa gaye hay ke ashiqui ke din aa gaye

ho maine sikha jo pyar ka pahada 

dil pe kisi ka zor nahi hai aaj mujhe ye aya yakin hai 

dil pe kisi ka zor nahi hai aaj mujhe ye aya yakin hai 

ye pal ye kasme na bhulana chahe dushman bane zamana

tune diya jo mujhko sahara 

tune diya jo mujhko sahara 

mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye

ke ashiqui ke din aa gaye ke ashiqui ke din aa gaye

maine sikha jo pyar ka pahada 

mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye

ke ashiqui ke din aa gaye ke ashiqui ke din aa gaye haay

ke aashiki ke din aaa gaye

maine sikha jo pyar ka pahada 

mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye 

ke aashiki ke din aaa gaye ke aashiki ke din aaa gaye haay 

ke aashiki ke din aaa gaye ke aashiki ke din aaa gaye 

ho maine sikha jo pyar ka pahada 

mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye 

maine sikha jo pyar ka pahada 

mohabato ne mara ke ashiqui ke din aa gaye 

ke ashiqui ke din aa gaye 

ke ashiqui ke din aa gaye 

ho ke ashiqui ke din aa gaye 

ke ashiqui ke din aa gaye 

ke ashiqui ke din aa gaye 

ke ashiqui ke din aa gaye

Explore this song