Roman script

dile nadan pe is beiman pe
ho etbar kar liya nahi karna tha 
maine pyar kar liya nahi karna tha 
dile nadan pe is beiman pe
ha etbar kar liya nahi karna tha 
maine pyar kar liya nahi karna tha 
ham tum na milte to thik hota, ye dard na dil ke najdik hota
ham tum na milte to thik hota, ye dard na dil ke najdik hota
tum se gale milke teer koi dil ke 
aar paar kar liya nahi karna tha 
maine pyar kar liya nahi karna tha 
dile nadan pe is beiman pe
ho etbar kar liya nahi karna tha 
maine pyar kar liya nahi karna tha 
in soye tufano ko jagaya, kyu dil ke armano ko jagaya
in soye tufano ko jagaya, kyu dil ke armano ko jagaya
ji or jaan ko sare jahan ko 
ho bekarar kar liya nahi karna tha 
maine pyar kar liya nahi karna tha 
aansu kharide muskan de di, dil kya diya maine jaan de di
aansu kharide muskan de di, dil kya diya maine jaan de di
is rup rang ko apne ang ang ko 
ho gunehgar kar liya nahi karna tha 
maine pyar kar liya nahi karna tha 
dile nadan pe is beiman pe
ho etbar kar liya nahi karna tha 
lyrics typed by: neha gupta

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Udit Narayan, Alka Yagnik

actor: Saif Ali Khan, Mamta Kulkarni