Roman script

are are are are nahi nahi o o o

maine pehli hi baar dekha gussa hasino ka

pehli hi bar dekha gussa

aankhe laal phule gal keh gaye sara kissa

maine pehli hi baar dekha gussa hasino ka

pehli hi baar dekha gussa

left right left right left right

chup!

chup

main hu ek anadi mujhpe tera rishta kya 

kya

jis pe aaya hai dil hai tere uske piche ja ja 

haan haan jalna hasino ki aadat hai

apne siwa sab se nafrat hai

phir bhi ham itne diwane hai

hum ko tumhi se mohabbat hai

ah

haan haan hum ko tumhi se mohabbat hai

hatja diwane warna marungi ek ghusa 

maine pehli hi baar dekha gussa hasino ka

pehli hi baar dekha gussa

kaisa laga ghusa

bade zoron ka pada

bade khiladi bante ho tum

zara sa khel dikha ke

aise aashiq kayi udaye maine gend banake

haan ankhon se aankhon ka match hua hua 

dil to hamara hi catch hua hua

aap to haar ke bhi jeet gaye

naam to hamara hi scratch hua 

tune dekha pyar mera nahi dekha mera dakha

o maine pehli hi baar dekha gussa hasino ka

pehli hi baar dekha gussa

suno

hmm hmm

suno to

nahi

suno bhi

nahiiiiiiiiiii

maine yunhi chheda tha tum akad gaye

chhoti si ek bat par kyo bigad gaye

oi oi oi hame ko to haque hai ruth jane ka

farz tumhara hai manane ka

woh to hai

jab tak na rutha ruthi ho thodi

aaye na maza dil lagane ka

aye hai hai hai 

aaye na maza dil lagane ka

phir to pyar mein hum dono ka pura pura hissa

maine pehli hi baar dekha gussa haseenon ka

la lala

la la la

Explore this song