Roman script

kahte hai log sharifo ko badnam tbayaf karti hai 
jo kam nahi sab kar sakte wo kam tbayaf karti hai  
maine kitne dil liye maine kitne dil liye
itne dil maine kya kiye ho maine kitne dil liye
itne dil maine kya kiye kuch maine tod diye 
kuch vapas mod diye kuch yu hi chhod  diye 
kuch yu hi chhod  diye ho maine kitne dil liye
itne dil maine kya kiye kuch maine tod diye 
kuch vapas mod diye kuch yu hi chhod  diye 
kuch yu hi chhod  diye ho maine kitne dil liye
itne dil maine kya kiye 
sabki zuba pe shikayat hai meri 
phir bhi dilo me mohabbat hai meri
sabki zuba pe shikayat hai meri 
phir bhi dilo me mohabbat hai meri
sabki zuba pe shikayat hai meri 
phir bhi dilo me mohabbat hai meri
ab kya karu mai ye aadat hai meri
maine wade bade kiye ho maine wade bade kiye 
itne wade phir kya kiye maine wade bade kiye 
itne wade phir kya kiye kuch maine tod diye 
kuch vapas mod diye kuch yu hi chhod  diye 
kuch yu hi chhod  diye ho maine kitne dil liye
itne dil maine kya kiye  
de jao koi hansi yaad mujhko 
wo aa na jaye kahi yaad mujhko
ho de jao koi hansi yaad mujhko 
wo aa na jaye kahi yaad mujhko
de jao koi hansi yaad mujhko 
wo aa na jaye kahi yaad mujhko
kuch thik se jo nahi yaad mujhko
maine kitne gam liye ho maine kitne gam liye
itne gam maine kya kiye maine kitne gam liye
itne gam maine kya kiye kuch maine aod liye 
kuch vapas mod diye kuch yu hi chhod  diye 
kuch yu hi chhod  diye ho maine kitne dil liye
itne dil maine kya kiye kuch maine tod diye 
kuch vapas mod diye kuch yu hi chhod  diye 
kuch yu hi chhod  diye kuch yu hi chhod  diye 
kuch yu hi chhod  diye

Song details