Roman script

maine kahi na na mere yaar ne kahi

logo ne kab kahan kaise sun li

maine kahi na na mere yaar ne kahi

logo ne kab kahan kaise sun li

aankho ne kya kuch bol diya

oye oye oye oye

baat khul gayi

maine kahi na na mere yaar ne kahi

logo ne kab kahan kaise sun li

aankho ne kya kuch bol diya

oye oye oye oye

baat khul gayi

maine kahi na na mere yaar ne kahi

logo ne kab kahan kaise sun li

tera kasur hai na mera kasur

dushman hamara koi hoga jarur

tera kasur hai na mera kasur

dushman hamara koi hoga jarur

jisne ye bhed sara khol diya

oye oye oye oye

baat khul gayi

maine kahi na na mere yaar ne kahi

logo ne kab kahan kaise sun li

jiska hisaab mere paas nahi

jiska hisaab tere paas nahi

jiska hisaab mere paas nahi

jiska hisaab tere paas nahi

sabne sawal aisa puchh liya

oye oye oye oye

baat khul gayi

maine kahi na na mere yaar ne kahi

logo ne kab kahan kaise sun li

humne liya tha bas naam pyar ka

humne piya tha ek jaam pyar ka

humne liya tha bas naam pyar ka

humne piya tha ek jaam pyar ka

kisne zaher isme ghol diya

oye oye oye oye

baat khul gayi

maine kahi na na mere yaar ne kahi

logo ne kab kahan kaise sun li

aankho ne kya kuch bol diya

oye oye oye oye

baat khul gayi

maine kahi na na mere yaar ne kahi

logo ne kab kahan kaise sun li

maine kahi na na mere yaar ne kahi

logo ne kab kahan kaise sun li

Explore this song