Roman script

maine jo dil diya tujhe jo dil diya

to janti hai kya huya, kya huya

maine jo dil diya tujhe jo dil diya

to janti hai kya huya, kya huya

kahani ban gayi ye duniya jal gyai 

baithe bithaye hangama ho gaya 

ke jab se mai tera diwana ho gaya

maine jo dil diya tujhe jo dil diya

to janti hai kya huya, kya huya

khani ban gayi ye duniya jal gyai 

baithe bithaye hangama ho gaya 

ke jab se mai tera diwana ho gaya

udi khabar jo ye ke tera mera pyar huya

udi khabar jo ye ke tera mera pyar huya

machi gadar ha is kadar ke sabka hal huya

koi to dal pe ltak ke fansi chad gaya

koi bechara kudkar nadi me mar gaya

koi piya jahar koi gaya akad

koi gaya bighad koi gaya rakhad 

koi jo chust tha use bukhar ho gaya

ho gaya ho gaya bas kar bas kar 

maine jo dil diya tujhe jo dil diya

to janti hai kya huya malum hai kya huya

khani ban gayi ye duniya jal gyai 

baithe bithaye hangama ho gaya 

ke jab se mai tera diwana ho gaya

sanam ye sach hai mai amir tu garib hai

sanam ye sach hai mai amir tu garib hai

kasur tera kuch na ye tera nasib hai 

mujhe kabul hai ke mai tera diwana hu 

shama hai tu meri to mai tera parwana hu 

chalege sath hum rukege sath hum 

jiyege sath hum marege sath hum 

ye fsala hamara lakh bar ho gaya

ho gaya ho gaya bas kar bas kar 

maine jo dil diya tujhe jo dil diya

to janti hai kya huya kya huya, kya huya

khani ban gayi ye duniya jal gyai 

baithe bithaye hangama ho gaya 

ke jab se mai tera diwana ho gaya

Explore this song