Roman script

maine jise abhi abhi dekha hai, kaun hai woh anjaani

use jitna dekhu utna sochu, kya use main keh du

maine jise abhi abhi dekha hai, kaun hai woh anjaani

maine jise abhi abhi dekha hai, kaun hai woh anjaani

woh hai koi kali ya koi kiran, ya hai koi kahani

use jitna dekhu utna sochu, kya use main keh du

kudi woman he 

kudi woman, dekho dekho na kudi woman

kudi woman, dekho dekho na kudi woman

kudi woman, tum bhi kaho na o kudi woman

ho maine jise abhi abhi dekha hai, kaun hai woh anjaani

woh hai koi kali ya koi kiran, ya hai koi kahani

use jitna dekhu utna sochu, kya use main keh du

kudi woman, dekho dekho na kudi woman

kudi woman, dekho dekho na kudi woman

kudi woman, tum bhi kaho na o kudi woman

sone ka rang hai, shishe ka ang hai

jo dekhe dang hai kya kahu, hairaan main bhi hu

yeh kya andaaz hai, itna kyun naaz hai

isme kya raaz hain kya kahu

woh to pal main khush hai pal main khafa 

badle woh rang har ghadi 

par jo bhi dekhe roop uska, lagti hai pyaari badi

use jitna dekhu utna sochu, kya use main keh du

kudi woman, dekho dekho na kudi woman

kudi woman, dekho dekho na kudi woman

kudi woman, tum bhi kaho na o kudi woman

aankho me hai nasha, zulfo me hai ghata

pehle hamne ada yeh hasin, dekhi na thi kahi

dekhi jo yeh pari, masti dil me bhari

hai yeh jadugari, ya nahi

ho, na to janu kya hai naam na janu main pata

par itna hai maine jana 

jise dekhle ek nazar bhar ke usko karde vo deewana

use jitna dekhu utna sochu, kya use main keh du

kudi woman, dekho dekho na kudi woman

kudi woman, dekh te ho naa kudi woman

kudi woman, tum bhi kaho na o kudi woman

kudi woman, dekho dekho na kudi woman

kudi woman, dekh te ho naa kudi woman

kudi woman, tum bhi kaho na o kudi woman

lyrics typed by: pournima gujar

Explore this song