Roman script

kal tak mujhe thi na khabar, kis chij ko kehte hai pyar

teri khushi ki khatir abb, khud ko badal dunga mai yaar

maine dil tujhko diya 

maine dil tujhko diya, is ke siva kuchh na kiya

maine dil tujhko diya, is ke siva kuchh na kiya

chahe sab hi khuda, mujhko mile pyar tera

maine dil tujhko diya, is ke siva kuchh na kiya

mujhse khata ho to gai, ab kya karu ye to bata

tumne sanam jo hai kiya, milni to hai usaki saja

socha nahi, samjha nahi, chaha nahi, par ho gaya

socho zara, samjho zara, achchha nahi, jo hai kiya

maine dil tujhko diya, iske siva kuchh na kiya

maine dil tujhko diya

jab tu chale duniya chale, jab tu ruke duniya roke

badle nazar mujhse jo tu, dhadkan meri rukne lage

kya mai kahu kaisa hai tu, bas pyar ka chehra hai tu

mushkil to hai kehna magar, kehati hu mai mera hai tu

maine dil tujhko diya, is ke siva kuchh na kiya

chahe sab hi khuda, mujhko mile pyar tera

maine dil tujhko diya, is ke siva kuchh na kiya

maine dil tujhko diya

Explore this song