Roman script

maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu

mai hu nadan tu anjan mai kaise manu

tu ru tu tu

bas aaj hi to hum mile hai, bechain hotho pe gile hai

do char hongi mulakate, fir hogi pyar bhari bate

maine pyar abhi kiya nahi mai abhi kya janu

maine pyar abhi kiya nahi mai abhi kya janu

mai hu nadan tu anjan mai kaise manu

tu ru tu tu

maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu

maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu

kya hai dil ki ye kahani, kya jane meri ye jawani

ye darde dil kya dawa hai, kya jane is ki dawa hai

darde dil abhi liya nahi mai abhi kya janu

darde dil abhi liya nahi mai abhi kya janu

mai hu nadan tu anjan mai kaise manu

tu ru tu tu

maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu

maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu

so baar logo se suna hai, is pyar me bhi ek nasha hai

do ghut pilu to batau, fir haal dil ka mai sunau

uff ye jham abhi nahi mai abhi kya janu

uff ye jham abhi nahi mai abhi kya janu

mai hu nadan tu anjan mai kaise manu

tu ru tu tu

maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu

maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu

Explore this song