Roman script
mai vahi darpan vahi mai vahi darpan vahi, na jaane ye kya ho gaya ki sab kuchh laage naya naya ki sab kuchh laage naya naya mai vahi darpan vahi ik jaadu ki chhadi tan man pe padi ik jaadu ki chhadi tan man pe padi mai jaha ki re gai vahi pe khadi ghar vahi aangan vahi ghar vahi aangan vahi, na jaane ye kya ho gaya ki sab kuchh laage naya naya ki sab kuchh laage naya naya mai vahi darpan vahi kahi dur papiha bole piya piya kahi dur papiha bole piya piya ud jaane ko bekal hai mora jiya dil vahi dhadakan vahi dil vahi dhadakan vahi, na jaane ye kya ho gaya ki sab kuchh laage naya naya ki sab kuchh laage naya naya
Song details
- Singer: Aarti Mukherjee
- Film / album: Geet Gaata Chal (1975)
- Composer: Ravindra Jain
- Lyricist: Ravindra Jain
- Actor: Sachin Pilgaonkar
- Actor: Sarika
- Actor: Urmila Bhatt
- Actor: Madan Puri
- Actor: Padma Khanna
- Actor: Leela Mishra
- Actor: Khyati
- Actor: Manhar Desai
- Actor: Agha
- Actor: Jr Mehmood
- Actor: Tiwari
- Actor: Dhumal
- Actor: Minoo
Song video
actor: Sarika, Sachin