Roman script

main un ki ban jaau re

main un ki ban jaau

main un ki ban jaau re

main un ki ban jaau

pag chinha unka panth niharu

nainan deep jalau

pag chinha unka panth niharu

nainan deep jalau

main nainan deep jalau

main un ki ban jaau re

main un ki ban jaau

khadi rahi hu main piya ke path mein

aaye wo

aaye chanda ke rath mein

khadi rahi hu main piya ke path mein

aaye wo

aaye wo chanda ke rath mein

main man hi man lang lagau

main man hi man lang lagau

dur khadi sharmau

main dur khadi sharmau

main un ki ban jaau

main un ki ban jaau re

main un ki ban jaau

main solah singaar karungi

ae ri sakhi

ae ri sakhi

ae ri sakhi main pi ko marungi

main solah singaar karungi

bhole man ke armano ki jaymala pahnau

bhole man ke armano ki jaymala pahnau

main aymala pahnau

main un ki ban jaau

main un ki ban jaau re

main un ki ban jaau

Explore this song