Roman script

main tumse pyar karta hu ha ha ji pyar karta hu

diwana war karta hu mai tumse pyar karta hu 

aisi baat na bolo dil ke raaz na kholo 

kaise pagal premi ho chhodo na

chhodo na main tumse pyar karta hu 

ha ha ji pyar karta hu diwana war karta hu

main tumse pyar karta hu 

aisi baat na bolo dil ke raaz na kholo 

kaise pagal premi ho chhodo na chhodo na 

ye dil chahe bas tujhko dekha karu

bina dekhe tujhko me ji na saku 

ye dil chahe bas tujhko dekha karu

bina dekhe tujhko me ji na saku 

hua pyar to pyar kyu na karu 

kiya pyar to kyu kisi se daru dil ki baat

na mano pehle pyar ko jano kaise pagal 

premi ho chhodo na chhodo na mai tumse pyar karta hu 

ha ha ji pyar karta hu diwana war karta hu

main tumse pyar karta hu 

tumhe pujta hai diwana ye dil

mohobaat ke mandir ki murat ho tum

tumhe pujta hai diwana ye dil

mohobaat ke mandir ki murat ho tum

tumhe dekh kar hosh ho jaye gum

kayamat se pehle kayamat ho tum

janam hosh me aao na yu mujhko  

bahkhao kaise pagal premi ho chhodo na

chhodo na  mai tumse pyar karta hu 

ha ha ji pyar karta hu diwana war karta hu

main tumse pyar karta hu  aisi baat na bolo dil ke raaz na 

kholo kaise pagal premi ho chhodo na chhodo na

Explore this song