Roman script

jagmag jagmag se yeh din

hote kya yeh mere bin

maana ki main hoon kamsin

mere aaine hain yeh pyare pal

yeh muskurate hue lamhein

jo inmein khud ko dekhun toh

bas yeh kehti hoon

main toh main hoon

main hoon main hoon

main toh main hoon

main hoon main hoon

jagmag jagmag se yeh din

hote kya yeh mere bin

maana ki main hoon kamsin

mere aaine hain yeh pyare pal

yeh muskurate hue lamhein

jo inmein khud ko dekhun toh

bas yeh kehti hoon

main to main hoon

main hoon main hoon

main to main hoon

main hoon main hoon

har subah

laati hai koyi khushi

shaam aati hai toh laati hai

pyara sapna koyi

ik khoobsurat si zindagi hai

reshmi reshmi

pyar mohabbat aur dosti hai

mujhe kab hai koyi kami

main to main hoon

main hoon main hoon

main to main hoon

main hoon main hoon

har ghadi

hai gungunati hui

sab hai yahan bas meharbaan

karte hain pyar sabhi

main laadli hoon

naazon pali hoon

log hain jaante

jab chahun udd uthun

phir mann bhi jaun main

sab hain yeh maante

main to main hoon

main hoon main hoon

main to main hoon

main hoon main hoon

Explore this song