Roman script

main to mar ke bhi teri rahungi

main to mar ke bhi teri rahungi

ye janam ho chahe wo janam ho 

ye janam ho chahe wo janam ho 

har janam pyar karti rahungi 

main to mar ke bhi teri rahungi

main to mar ke bhi teri rahungi

tu zara bhi karega ishare 

pure kar dungi armaa tumahare 

aise chamkegi takdeer sajan 

jis tarah aasmaa ke sitare 

mera sagar hai tu, teri nindiya hu main 

mera sagar hai tu, teri nindiya hu main 

main to mar ke bhi teri rahungi

main to mar ke bhi teri rahungi

ye janam ho chahe wo janam ho 

ye janam ho chahe wo janam ho 

har janam pyar karti rahungi 

main to mar ke bhi teri rahungi

main to mar ke bhi teri rahungi

jab se mujhko mili hai jawani 

dhundhti hai tujhe zindgaani 

deke tumne wafa ka sahara 

puri kar di hai meri kahani 

ab sada ke liye, ho chuki main teri 

ab sada ke liye, ho chuki main teri 

main to mar ke bhi teri rahungi

main to mar ke bhi teri rahungi

ye janam ho chahe wo janam ho 

ye janam ho chahe wo janam ho 

har janam pyar karti rahungi 

main to mar ke bhi teri rahungi

main to mar ke bhi teri rahungi

main to mar ke bhi teri rahungi

main to mar ke bhi teri rahungi

Explore this song