Roman script

main teri gunahgar hoon main tujhse se sharmsar hoon

par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon

par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon

main teri gunahgar hoon main tujhse se sharmsar hoon

par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon

par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon

main teri gunahgar hoon

pathar ko hira jan kar dil me basa liya 

pathar ko hira jan kar dil me basa liya 

lekin teri wafaon se maine daga kiya 

maine daga kiya chahe teri nigaho me

chahe teri nigaho me kitni khata vaar hoon

par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon

par maaf karna yaar mai fir bhi tera pyar hoon

mai teri gunahgar hoon

duniya me hai bana huaa dastur pyar ka

duniya me hai bana huaa

dastur pyar ka jab dil mile to dekh le

kya kasur pyar ka kya kasur pyar ka

khoya hua luta huaa ho ho ho

khoya hua luta huaa main tera etbar hoon

par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon

par maaf karna yaar mai fir bhi tera pyar hu

mai teri gunahgar hu

tu kaun hai main kaun hoon is bat se na dar

tu kaun hai main kaun hoon is bat se na dar

ja tujhko maaf kar diya tu mujhko maaf kar

tu mujhko maaf kar dilbar mera bechain hai

dilbar mera bechain hai to main bhi bekarar hoon

par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon

par maaf karna yaar main fir bhi tera pyar hoon

main tera gunahgar hoon

main tujhse se sharmsar hoon par maaf karna yaar 

main fir bhi tera pyar hoon par maaf karna yaar 

main fir bhi tera pyar hoon

Explore this song