Roman script

main tere sang kaise chalu sajna 

tu samander hain main sahilon ki hawa 

main tere sang kaise chalu sajna 

tu samander hain main sahilon ki hawa 

tu mere hath hathon mein le ke chale 

meharbani teri 

teri aahat se dil ka daricha khule 

meharbani teri main diwani teri 

tu ho bahare safar main phija ki sada 

tu ho bahare safar main phija ki sada 

tu samander hain main sahilon ki hawa 

main tere sang kaise chalu sajna

tu samander hain main sahilon ki hawa 

tu baharo ki khushboo har chah hain 

main sitara tera 

jindagi ki amanat tera naam hain 

tu sahara mera tu sahara mera 

maine sari khudai mein tujhko chuna 

maine sari khudai mein tujhko chuna 

tu samander hain main sahilon ki hawa 

tu chala to sitare bhi chalne lage 

aansuo ki tarah 

khwaab dekha to aankho mein jalne lage 

aarzoo ki tarah aarzoo ki tarah 

teri manzil bane mera hain raasta 

teri manzil bane mera hain raasta 

tu samander hain main sahilon ki hawa 

main tere sang kaise chalu sajna 

tu samander hain main sahilon ki hawa 

tu samander hain main sahilon ki hawa

Explore this song