Roman script

main tera bin ji nhi sakta tu mere bina ji ni sakti

kyuki ki tu mere dil ki dhadkan ban gayi hai

or ye tanhai meri dushman ban gayi hai

main tera bin ji nhi sakta tu mere bina ji ni sakti

jane khata kya hui hai janeman tu kafa ho gayi hai

ye kaisi duri hai duri hai aakhir kya majburi hai majburi hai

jane khata kya hui hai tu hi to hai sansaar mera

bin tere zindagi gum ka darpan ban gayi hai

or ye tanhai meri dushman ban gayi hai

main tera bin ji nhi sakta tu mere bina ji ni sakti

de rahi ha sadaye ye savan ki ghataye

tu meri mohobat hai mohobat ha jine ki hasrat hai hasrat hai

de rahi hai sadaye aaja ke hai intzar tera

kyuki tu mere khwabo ki dulhan ban gayi hai

or ye tanhai meri dushman ban gayi hai

main tera bin ji nhi sakta tu mere bina ji ni sakti

kyuki ki tu mere dil ki dhadkan ban gayi hai

or ye tanhai meri dushman ban gayi hai

main tera bin ji nhi sakta tu mere bina ji ni sakti

Explore this song