Roman script

chal yahan se ye to diwaane lagate hain

are main tera diwana ye kaise tune jana jara meri jaan ye bata

suno dil wali chaahe de tu gaali chhodu na pichha tera

are main tera diwana ye kaise tune jana jara meri jaan ye bata

suno dil waali chaahe de tu gaali chhodu na pichha tera

are dabe dabe honto mein chhupati hai hasi hasegi are fasegi

hasegi fasegi dekho to diwano ki udati hai hasi

hasegi ye fasegi are hasegi fasegi

dabe dabe honto mein chhupati hai hasi

dekho to diwaano ki udati hai hasi

aise na dil jalao

main tera diwana ye kaise tune jana jara meri jaan ye bata

suno dilwali chahe de tu gali chhod u na pichha tera

ye to gunde hai badmaash

kisi ko to degi dil kabhi na kabhi

ai hasi are dilnashi ai hasi dilnashi

are kabhi wali baat kyun na ho jaye abhi

ai hasi are dilnashi are ai hasi ye dilnashi

kisi ko to degi dil kabhi na kabhi

kabhi wali baat kyun na ho jaaye abhi

dil hai aashiq tera

main tera diwana ye kaise tune jana jara meri jaan ye bata

suno dil wali chahe de tu gali chhodu na pichha tera

la la la la la la la la la

Explore this song