Roman script

aaya hu samjhane ko sabko ye batlane ko 
aya hu samjhane ko sabko ye batlane ko 
mai sikander mai sikandar mai hu sikander
mai chalu to chale jamana thahru to ruk jaye 
mai chalu to chale jamana thahru to ruk jaye 
meri himmat ke aage ye parvat bhi jhuk jaye 
maine kadam badhaya hai maine kadam badhaya hai 
hai tufa se takrane ko 
mai badal hi deta hu dushmano ki takdir ko 
mai badal hi deta hu dushmano ki takdir ko 
apne hatho se hi likhta hu khud apni hi takdir ko 
hua nahi paida koi hua nahi paida koi 
mujhse aakh milane ko 
jalim ke julmo sitam ko jag se hi mitana hai 
jalim ke julmo sitam ko jag se hi mitana hai 
is dour ke insan ko insa hi to banana hai 
aaya hu mai duniya me aaya hu mai duniya me 
ye paigam sunane ko 
aya hu samjhane ko sabko ye batlane ko 
mai sikander mai sikandar mai hu sikander

Song details

Song video

Watch on YouTube