Roman script

main sahil tum behti dhara

main sahil tum behti dhara

is duniya me hum dono ka milan hai pyara

tum sahil main behti dhara

tum sahil main behti dhara

is duniya me hum dono ka milan hai pyara

main sahil tum behti dhara

tum sahil main behti dhara

jab tum mujhse takraati ho

jaane kya kya keh jaati ho

ho jab tum mujhse takraati ho

jaane kya kya keh jaati ho

aisa jaadu tumne kiya hai

pyaar se apne baandh liya hai

badh ke diya hai mujhko sahara

main sahil tum behti dhara

tum sahil main behti dhara

tum ho dil to main dhadkan hum

jo nahi tute vo bandhan hun

ho tum ho dil to main dhadkan hum

jo nahi tute vo bandhan hun

tumne aisa khwaab dikhaya

pyaar se mujhko jeena aaya

ho tumne aisa khwaab dikhaya

pyaar se mujhko jeena aaya

yun chahat se tumne pukara

tum saagar main behti dhara

tum saagar main behti dhara

main sahil tum behti dhara

tum sahil main behti dhara

Explore this song