Roman script

main rani hu duniya walo lekin sar pe taaz nahi 

aur main hu sultana yaaro mera zami par raaz nahi 

thana hai sasural humara maeyaka fotpath hai 

dono jagah rahte hai khushi se apni bhi kya baat hai 

mehle dumehle chadar ki humko chahat koi nahi 

sara jaha hai apna lekin apna riyasat koi nahi 

main rani hu duniya walo lekin sar pe taaz nahi 

aur main hu sultana yaaro mera zami par raaz nahi

choro ki barat me ghus kar chori kar le mal ki 

jiyo meri rani kya tu bhi ye hai baat kamal ki 

maal udhar ki idhar kare hum apna to ye kaam hai 

mera nigeba allah hai ter rakhwala ram hai 

main rani hu duniya walo lekin sar pe taaz nahi 

aur main hu sultana yaaro mera zami par raaz nahi

Explore this song