Roman script

harpal ye kehna chahiye
mai rahu ya na rahu 
bharat ye rehna chahiye
silsila ye baad mere 
yunhi chalna chahiye
mai rahu ya na rahu 
bharat ye rehna chahiye
meri nas nas taar kar do 
aur bana do ik sitaar
meri nas nas taar kar do 
aur bana do ik sitaar
raag bharat mujhpe chhedo 
jhhan jhhanao baar baar
desh se ye prem 
aankho se chhalakna chahiye
main rahu ya na rahu 
bharat ye rehna chahiye
pis do mujhko mila do 
rasto mein khet mein
pis do mujhko mila do 
rasto mein khet mein 
chura chura bikhre mera 
parvto mein ret mein 
apni mitti mein mera 
astitv milna chahiye
main rahu ya na rahu 
bharat ye rehna chahiye
shatru se kehdo zara 
sima me rehna sikh le
shatru se kehdo zara 
sima me rehna sikh le
ye mera bharat amar hai 
satya kehna sikh le
bhakti ki is shakti ko 
badh kar dikhana chahiye
main rahu ya na rahu 
bharat ye rehna chahhiye
hai mujhe saugndh bharat 
bhulu na ek akshn
tujhe rakt ki har bund 
teri hai tera arpan tujhe
yudh ye samman ka hai 
man rahna chahiye
main rahu ya na rahu 
bharat ye rehna chahiye

Song details

Song video

Watch on YouTube