Roman script
tum kaun ho mai mai panjabi hindustani mai panjabi hindustani mai panjabi hindustani meri chaal badi mastani jaisa mera gaanv ka pani aisi shahro ki sharab nahi mere desh ka jawab nahi mere desh ka jawab nahi koi dusra panjab nahi mere desh ka jawab nahi mere desh ka jawab nahi mere paas nahi hai paisa phir bhi kaun hai mere jaisa mere paas nahi hai paisa phir bhi kaun hai mere jaisa mai logo ka dil bahlau bhangda nachu tappe gaau gana bajana mera dhanda mai hu ek mamuli banda koi raaja ya nawab nahi mere desh ka jawab nahi mere desh ka jawab nahi mere desh ki ek nishani ye mohabbat or jawani mere desh ki ek nishani pyar mohabbat or jawani panghat pe lagte hai mele par mere din raat akele taqdiro ka mara hu mai kyunki abhi kunwara hu mai mere gum ka hisab nahi mere desh ka jawab nahi mere desh ka jawab nahi ho oye kudiye kya naam hai tera shahro me kya kaam hai tera hoye ladki kya naam hai tera shahro me kya kaam hai tera lagti hai tu gaanv ki gori resham ki dhago ki dori maaf ho ye gustakhi meri karta hu tarif mai teri meri niyat kharab nahi mere desh ka jawab nahi mere desh ka jawab nahi mai panjabi hindustani mai panjabi hindustani meri chaal badi mastani jaisa mera gaanv ka pani aisi shahro ki sharab nahi mere desh ka jawab nahi mere desh ka jawab nahi koi dusra panjab nahi mere desh ka jawab nahi mere desh ka jawab nahi
Song details
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Baat Ban Jaye (1986)
- Composer: Kalyanji Anandji
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Prema Narayan
- Actor: Sanjeev Kumar
- Actor: Amol Palekar
- Actor: Mithun Chakraborty
- Actor: Zeenat Aman
- Actor: Raj Babbar
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Jagdeep
- Actor: Utpal Dutt
- Actor: Jalal Aga
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Viju Khote
- Actor: Adi Irani
- Actor: Ghanshyam
- Actor: Shammi
- Actor: Sudhir
- Actor: Imtiaz Khan
Song video
actor: Sanjeev Kumar, Zeenat Aman, Aruna Irani, Shakti Kapoor, Jalal Agha