Roman script

main prem mein lutta aaya hun 

aaya hun main prem mein lutta aaya hun 

jab apna haal sunaya hun 

jab tumse aankh milaya hun

jab apna haal sunaya hun 

jab tumse aankh milaya hun

sau vaar huye hai is dil par 

sau vaar huye hai is dil par 

sau teer jigar ke khaya hun 

sau teer jigar ke khaya hun 

aaya hun main prem mein lutta aaya hun 

pauncha hun main jis gulshan mein 

kante hai mile hai daaman mein 

paunchahun main jis gulshan mein 

kante hai mile hai daaman mein 

jis dar pe sar ko jhukaya hun

jis dar pe jis dar pe sar ko jhukaya hun

main thokar wahi pe khaya hun 

main thokar wahi pe khaya hun 

aaya hun main prem mein lutta aaya hun 

fariyad mein sabkuch khota hun 

kabhi hansta hun kabhi rota hun 

fariyad mein sabkuch khota hun 

kabhi hansta hun kabhi rota hun 

dukh ye ke unko pa na saka 

dukh ye ke unko pa na saka 

khush hun ke pyar ko paya hun 

khush hun ke pyar ko paya hun 

aaya hun main prem mein lutta aaya hun

Explore this song