Roman script

main nikla o gaddi leke

main nikla o gaddi leke o raste par o sadak me

ek modh aaya,main uthe dil chhod  aaya

ek modh aaya,main uthe dil chhod  aaya

rab jane kab gujra amritsar,o kab jane lahor aaya

main uthe dil chhod  aaya

ek modh aaya,main uthe dil chhod  aaya

us mod pe wo mutiyar mili

us mod pe wo mutiyar mili,jatt yamla pagal ho gaya

usaki julfo ki chhanv me,main bistar dalke so gaya

o jab jaga main bhaga,sab phatak sab signal main tod aaya

main uthe dil chhod  aaya

o ek modh aaya,main uthe dil chhod  aaya

bas ek najar usko dekha

bas ek najar usko dekha dil me usaki tasvir lagi

kya nam tha uska rab jane,mujhko ranjhe ki hir lagi

o maine dekha ek sapna sang uske nam apna mai jod aaya

main uthe dil chhod  aaya

ek mod aaya,main uthe dil chhod  aaya

sharmake wo yu simat gayi,

sharmake wo yu simat gayi 

jaise wo nind se jaag gayi

maine kaha gal sun o kudiye,wo darr ke pichhe bhag gayi

wo samjhi o ghar uske,chori se o chupke se koi chor aaya

main uthe dil chhod  aaya

ek mod aaya,main uthe dil chhod  aaya

main nikla o gaddee leke,o raste par o sadak me ek modh aaya

main uthe dil chhod  aaya

ek modh aaya

main uthe dil chhod  aaya

ek modh aaya

main uthe dil chhod  aaya

ek modh aaya

main uthe dil chhod  aaya

Explore this song