Roman script

mai makke ke khet me baithi 

been rahi thi makka itne mai 

ik jaat ne aakar mara aisa dhakka 

kamariya haay kamariya haay kamariya 

tut gayi haye haye kamariya tut gayi 

mai makke ke khet me baithi 

been rahi thi makka itne mai 

ik jaat ne aakar mara aisa dhakka 

kamariya haay kamariya haay kamariya 

tut gayi haye haye kamariya tut gayi 

yu to us zulmi ne harkat ki thi pitne wali 

yu to us zulmi ne harkat ki thi pitne wali 

chhod diya maine dekar usko muh me aayi jo gali

mere muh se gali wo sunkar mere muh se gali wo sunkar

rah gaya hakka bakka jaat gaya to bail ne aaker 

mara aisa dhakka kamariya kamariya kamariya tut gayi 

hay hay kamariya tut gayi 

bail wo kya tha bail wo kya tha 

wo to pura afat ka parkala 

mai chuhi par usne sara khet  

mera char dala ram kasam mera 

khet abhi tha ram kasam mera 

khet abhi tha kuch kaccha kuch pakka 

bail se bachkar bhagi to aisa laga 

ped ka jhatka kamariya uui 

kamariya uui kamariya tut gayi hay hay 

kamariya tut gayi 

ped ke piche chupa hua tha koi mera humjoli 

ped ke piche chupa hua tha koi mera humjoli 

uske hi sang din bhar maine kheli aankh micholi

jiski khatir pala jogan waa ho 

jiski khatir pala jogan waa

sabse bacha kar rakha pehle hi miljata 

to khati kyu dhakke pe dhakka 

kamariya haay kamariya haay kamariya 

tut gayi haye haye kamariya tut gayi

Explore this song