Roman script

mai matti ka gudda tu sone ki gudiya

mai matti ka gudda tu sone ki gudiya

tera mera pyar hua to yar bigad gayi duniya 

piche pad gayi duniya, o jid pe ad gayi duniya

tu matti ka gudda mai sone ki gudiya

humko dekh ke duniya boli are inko pakdo maro goli

humko duniya pakad na payi, hathkdiyo me jakad na payi

baagi humko peeche chhod ke aage bad gayi duniya

piche pad gayi duniya, o jid pe ad gayi duniya

piche pad gayi duniya, o jid pe ad gayi duniya

mai matti ka gudda tu sone ki gudiya

dariya me toofan the kitne is dil me armaan hai kitne

sache ishq ke bad juda hai, har aashiq ke sath khuda hai

hume akele samjh ke hum se lad gayi duniya

piche pad gayi duniya, o jid pe ad gayi duniya

piche pad gayi duniya, o jid pe ad gayi duniya

mai matti ka gudda tu sone ki gudiya

man bhi ja ab ho ja raazi, mai raazi mera rab raazi

ho mai raazi mera rab raazi

naam jo tere naam se joda, tere bag se phool jo toda

o tere bag se phool jo toda

kante meri rah me bich gaye haye ujad gayi duniya

o piche pad gayi duniya, o jid pe ad gayi duniya

o piche pad gayi duniya, o jid pe ad gayi duniya

mai matti ka gudda tu sone ki gudiya

tera mera pyar hua to yar bigad gayi duniya 

piche pad gayi duniya, o jid pe ad gayi duniya

piche pad gayi duniya, o jid pe ad gayi duniya

piche pad gayi duniya, o jid pe ad gayi duniya

Explore this song