Roman script
Dil ye mera bas mein nahi Pehla kabhi aisa hota tha nahi hmm.. Dil ye mera bas mein nahi Pehla kabhi aisa hota tha nahi Tu hi bata.. iss dil ka main.. Ab kya karoon hmm.. Kehne pe chalta nahi Kuch dinon se meri bhi sunta nahi Tu hi bata iss dil ka main ooh uff main kya karoon Main kya karoon.. (keeps repeating) Karta.. aawaargi Iss pe toh dhun chadhi, hai pyar ki Naa jaane, gum hai kahaan? Baaton mein hai pada, bekaar ki Karta hai awaargi Iss pe toh dhun chadhi, hai pyar ki Naa jaane gum hai kahaan? Baaton mein hai pada, bekaar ki Ulti ye baat hai Aise haalaat hai Ghalati kare ye, main bharu! Uff dil ka kya karoon Main kya karoon Main kya karoon… (keeps repeating) Dil pe mera, kaabu nahi Fitrat kabhi iss ki aisi thi nahi Tu hi bata.. iss dil ka main ab kya karoon hmm.. Kehne pe, chalta nahi Kuch dinon se, meri bhi sunta nahi Tu hi bata iss dil ka main ooh uff main kya karoon Main kya karoon.. (keeps repeating) be charming, be loved, be chaalu, be crazy, be happy, be in love be barfi!
Song details
- Singer: Nikhil Paul George
- Film / album: Barfi!
- Composer: Pritam
- Lyricist: Ashish Pandit
Song video
director: Anurag Basu
cast: Ranbir Kapoor, Priyanka Chopra, Ileana D’cruz
language: Hindi
music label: Sony Music India
