Roman script

dil ki choto ne kabhi chain se rahne na diya 
jab chali sard hawa maine tujhe yaad kiya 
main khyal hun main khyal hun kisi aur ka 
mujhe sochta koi aur hai 
main khyal hun main khyal hun 
main khyal hun kisi aur ka 
mujhe sochta koi aur hai
sare aaina mera aksh hai 
bas aaina pyar hai 
main khyal hun kisi aur ka 
mujhe sochta koi aur hai 
main kisi ke dastak talab mein hun 
main kisi ke harfe dua mein hun 
main kisi ke dastak talab mein hun 
main kisi ke harfe dua mein hun 
main naseeb hun main naseeb hun 
main naseeb hun kisi aur ka 
mujhe maangta koi aur hai 
main naseeb hun 
main naseeb hun kisi aur ka 
mujhe maangta koi aur hai 
main khyal hun kisi aur ka 
mujhe sochta koi aur hai 
mujhe dushmano ki khabar na thi na thi 
na thi mujhe dushmano ki khabar na thi 
mujhe dushmano ki khabar na thi 
mujhe doston ka pata na tha 
mujhe dushmano ki khabar na thi 
mujhe doston ka pata na tha 
teri daastan koi aur thi 
mera waqt haya koi aur tha 
teri daastan teri daastan koi aur thi 
mera waqt haya koi aur tha 
main khyal hun kisi aur ka 
mujhe sochta koi aur hai 
kabhi laut aaye laut aaye 
kabhi kabhi laut aaye 
kabhi laut aaye aaye aaye 
kabhi laut aaye to puchhna 
kabhi laut aaye to puchhna 
nahi dekhna yun hi gor se 
gor se gor se gor se 
gor se gor se 
kabhi laut aaye 
kabhi laut aaye to puchhna 
nahi dekhna yun hi gor se 
kabhi laut aaye to puchhna 
nahi dekhna yun hi gor se 
jinhe raaste jinhe raaste 
jinhe raaste mein khabar huyi 
ye raasta koi aur hai 
main khyal hun 
main khyal hun kisi aur ka 
mujhe sochta koi aur hai 
wahi munshifo ki 
wahi munshifo ki adaalate hai 
wahi munshifo ki adaalate hai 
wahi munshifo ki adaalate hai 
wahi faislon ki ibarate hai
mera jurm to mera jurm to 
mera jurm to koi aur tha 
ab meri saza koi aur hain 
main khyal hun 
main khyal hun kisi aur ka 
mujhe sochta koi aur hai 
sare aaina mera aksh hai 
bas aaina pyar hai 
main khyal hun kisi aur ka 
mujhe sochta koi aur hai

Song details

Song video

Watch on YouTube