Roman script

mai jo gale lag jaungi tera badan jal jayega 

tu jaha jaha bhi jayega mera pyar tadpayega

dekha mujhe jo parwano shama me jalna choda 

phulo ko bhula bulbul or mujhse nata joda

tera koon yahi ho jayega mera pyar tadpayega

mai jo gale lag jaungi tera badan jal jayega 

kah do in sab dilvalo ko aao mai pyas dikha du

hai hosh jisko dava mai uske hosh uda du

jab hosh me tu aayega mera pyar tadpayega

mai jo gale lag jaungi tera badan jal jayega 

bolo ji o diwano paoge ye julf ka saya kaise 

pakadoge o nadano ye uddta badal kaise

tere sath hi lahrayega mera pyar tadpayega

mai jo gale lag jaungi tera badan jal jayega 

tu jaha jaha bhi jayega mera pyar tadpayega

mai jo gale lag jaungi tera badan jal jayega

Explore this song