Roman script

khuli kitaab sa hai yeh chehra

par hijab sa hai muskarana mera

aur acting mein ustaad hoon main

aayega kisi ko na nazar, hogi na khabar

pharsh pe ho bikhra jaisa para

fisal raha hai khwaab yeh hamara

par pairon mein uchaal le

kile ke hontho pe seetiyan

main jiyoonga, main jiyoonga

beeti khushboo bhula ke, gunguna ke main jiyoonga

main jiyoonga, main jiyoonga

beeti khushboo bhula ke, gunguna ke main jiyoonga

chaand to karega ishaare

aur chidhaayenge mujhko taare

par yaadon ki lihaaz ki jo

sir dhak loonga main, chhup jaaunga main

khwaab ke parinde jo paale, kiye aasman ke hawale

udne doonga unko neeli neeli si azaadiyon mein

main jiyoonga, main jiyoonga

beeti khushboo bhula ke, gunguna ke main jiyoonga

main jiyoonga, main jiyoonga

beeti khushboo bhula ke, gunguna ke main jiyoonga

pankh yeh umeedon ke dhoop mein sukhaaunga

maine dhun badal di hain geet naye gaaunga

waise hawaon sang, dhyaav tera behta rahega

par mausam chun chun ke rut nayi banaunga

main jiyoonga, main jiyoonga

beeti khushboo bhula ke, gunguna ke main jiyoonga

main jiyoonga, main jiyoonga

beeti khushboo bhula ke, gunguna ke

bhul bhula ke, gunguna ke

bhul bhula ke, gunguna ke main jiyoonga

Explore this song