Roman script

main jhonka mast hawa ka subah yaha shaam waha

jo mujhako are baandh raha wo hai bada naadan

jo mujhako are baandh raha woh hai bada naadan

mujhko aate jaate naajuk tan lehrake tirachi najron se na dekhna

maano mere pyaaro fas jaaoge yaaro baaho ke fande na fekna

do chaar bhi mere liye aahe kya bharana

main jhonka mast hawa ka subah yaha shaam waha 

main jhonka mast hawa ka subah yaha shaam waha

jo mujhako are baandh raha wo hai bada naadan

meri har phulwaari sab kaliyon se nyaari

are daali hai mera aashiya

sadako pe galiyo mein laakho rang raliyo mein

naach rahi meri parchhayiya

to saaye ko thaamane ki koshish na karana

main jhonka mast hawa ka subah yaha shaam waha

jo mujhako are baandh raha wo hai bada naadan

Explore this song