Roman script

Teri aankhein keh gayi, keh gayi

Teri aankhein keh gayi, keh gayi

Teri aankhein keh gayi

Teri aankhein keh gayi

Aa.. haa..

Teri aankhein keh gayin

Teri aankhein keh gayin

Aankhon se na jaane kya

Neend naa aaye raaton mein

Raaton mein…

Main jaagun aksar

Main jaagun aksar

Main jaagun aksar

Main jaagun aksar

Arey chal gaya kaskar

Tera jaadu mujh par

Main jaagun aksar

Main jaagun aksar

Arey chal gaya kaskar

Tera jaadu mujh par

Teri aankhein keh gayi, keh gayi

Teri aankhein keh gayi, keh gayi

Ho.. kya cheez mujh mein bhaati hain tujhko

Woh pehle pahel tune kahan tha

Dekhun tujhe jaan, jaan mein hai jaan aati

Teri baat sunkar ye maine kahan thaa

Chalo jaao chodo na baatein banao

Bhala maine kab ye kab ye kaha

Tang na kar teri nazron se, nazron se..

Arey ab to bas kar

Arey ab to bas kar

Arey chal gaya kas-kar

Tera jaadu mujh par

Main jaagun aksar

Main jaagun aksar

Arey chal gaya kas-kar

Tera jaadu mujh par

Mujhe tang karke, mera dil jala ke

Mohabbat bhi karte ho, meri tarah se

O ho..

Teri hi liye to dhadkata hai ye dil

Baatein hi karte ho kuch is adaa se

Shayad mohabbat mein khata kar gaya hoon

Mujhe maaf kar do, mujhe maaf kar do

Naag gaye teri zulfon ke haay, Zulfo ke..

Arey mujhko das kar

Arey mujhko das kar

Arey chal gaya kas kar

Tera jaadu mujh par

Main jaagoon aksar

Main jaagoon aksar

Arey chal gaya kas kar

Tera jaadu mujh par

Teri aankhein keh gayi.. (x4)

Aankhon se naa jaane kya

Neend na aaye raaton mein

Raaton mein, raaton mein..

Main jaagun aksar

Main jaagun aksar

Arey chal gaya kaskar

Tera jaadu mujh par

Main jaagun aksar

Main jaagun aksar

Arey chal gaya kash kar

Tera jaadu mujh par

Explore this song