Roman script

main ja rahi thi lekin mann mein trishna
achchhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna
achchhe samay pe tum aaye
main ja rahi thi lekin mann mein trishna
achchhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna
achchhe samay pe tum aaye
sab ki bidai maine ki hay sab ki bidai maine ki hay 
mujhko bida karne na wo aaye mujhko bida karne na wo aaye 
ma ke liye bachcho se hua na itna
achchhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna
achchhe samay pe tum aaye
kya muh dikhau sare ganv ko kya muh dikhau sare ganv ko
maine pukara sabke naam ko maine pukara sabke naam ko
koi na aaya dekha rasta kitna
achchhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna
achchhe samay pe tum aaye
main ja rahi thi lekin man mein trishna
achchhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna
achchhe samay pe tum aaye

Song details

Song video

Watch on YouTube