Roman script

mai isse mohabbat karta hu mai iske pyar me pagal hu

aye yaar meri zindagi se milo aye yaar meri zindagi se milo 

sirf iska hasee chehra mere jine ka sahara hai
maine iski mohabbat ko dhadkan me utara hai
iske liye diwana hai dil iske bina jina hai mushkil
ye mange to mai apni jaan de du jaan de du
mai isse mohabbat karti hu mai iske pyar me pagal hu
mai isse mohabbat karti hu mai iske pyar me pagal hu
aye yaar meri zindagi se milo aye yaar meri zindagi se milo 
dekh ke meri chahat ko hosh me na rahega tu
hogi koi na aisi hasi yaar mujhse 
kahega tu dekh ise na nazar lagana
dekh ke isko jina jalna mai dekhu jaha isko dekhu isko dekhu
mai isse mohabbat karti hu mai iske pyar me pagal hu
mai isse mohabbat karta hu mai iske pyar me pagal hu
aye yaar meri zindagi se milo aye yaar meri zindagi se milo 
aye yaar meri zindagi se milo aye yaar meri zindagi se milo

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Mohammed Aziz, Udit Narayan

actor: Salman Khan, Manisha Koirala, Rahul Roy