Roman script

mai hu albeli sacchi mai akeli re 
kisi ke bhi dil se hay mai to nahi kheli re 
le le jo dil mera le le jo 
kis me hai dum itna is dil se khele jo 
mai hu albeli sacchi mai akeli re 
kisi ke bhi dil se hay mai to nahi kheli re 
le le jo dil mera le le jo 
kis me hai dum itna is dil se khele jo 
zulfo par maro ya ankho par maro 
surat par maro ya rangat par maro 
karna ho jo payar dil se tum karo 
dil ke rang se jeevan me rang bharo 
zulfo par maro ya ankho par maro 
mai hu albeli sacchi mai akeli re 
kisi ke bhi dil se hay mai to nahi kheli re 
le le jo dil mera le le jo 
kis me hai dum itna is dil se khele jo 
mai bhi hu na hu pathar mai nahi 
par aise hi nazar dekhi hi nahi 
tadpa de mujko jo kar de bekarar
aise pyar ka hai mujko intezaar 
mai bhi hu na hu pathar mai nahi 
mai hu albeli sacchi mai akeli re 
kisi ke bhi dil se hay mai to nahi kheli re 
le le jo dil mera le le jo 
kis me hai dum itna is dil se khele jo

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Urmila Matondkar, Akshaye Khanna