Roman script

main hu to ujaal hain ye maan lijiye

main hu to ujaal hain ye maan lijiye

mujhse hi zindagi hain ye jaan lijiye 

main hu to ujaal hain ye maan lijiye

phulo ka badan mai hu

kaliyo ka chalan main hu 

phulo ka badan mai hu

kaliyo ka chalan main hu 

basre ki hur main hu, dil ka surur main hu 

basre ki hur main hu, dil ka surur main hu

dono hi samne hain ye maan lijiye 

main hu to ujaal hain ye maan lijiye

mujhse hi zindagi hain ye jaan lijiye 

main hu to ujaal hain ye maan lijiye

rangeen ishare hain madhosh najare hain 

rangeen ishare hain madhosh najare hain

aankho me ek nasha hain

julfo me ek ghata hain 

aankho me ek nasha hain

julfo me ek ghata hain 

dono hi samne hain ye maan lijiye 

main hu to ujaal hain ye maan lijiye

mujhse hi zindagi hain ye jaan lijiye 

main hu to ujaal hain ye maan lijiye

laila se kam nahi hu, shiri se kam nahi hu 

laila se kam nahi hu, shiri se kam nahi hu

najre utha ke dekho, dil me basa ke dekho

najre utha ke dekho, dil me basa ke dekho 

dono hi samne hain ye maan lijiye 

main hu to ujaal hain ye maan lijiye

mujhse hi zindagi hain ye jaan lijiye 

main hu to ujaal hain ye maan lijiye

Explore this song