Roman script

main hu tera tu hai meri jaanam duniya se ab darna kya 

itne hasin mausam mein itne hasin mausam mein 

pyaar na kare to karna kya 

aaja aaja tujhe baaho mein main le lu

teri mehaki julfo se khelu

hum tum kar le meethi meethi baate 

dil mein bas jaaye ye mulakate 

itne hasin mausam mein itne hasin mausam mein 

pyaar na kare to karna kya 

main hu tera tu hai meri jaanam duniya se ab darna kya 

main hu tera tu hai meri jaanam duniya se ab darna kya 

dil mein aaye anjaan banke ab tum rehte ho jaan banke 

jab se ho gaya hai shuru ye fasana 

humko jeene ka mila hai bahana

itne hasin mausam mein itne hasin mausam mein 

pyaar na kare to karna kya 

main hu tera tu hai meri jaanam duniya se ab darna kya 

main hu tera tu hai meri jaanam duniya se ab darna kya

Explore this song