Roman script
kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na dekhlo idhar to ek baar main hoon na khamosh kyu ho jo bhi kehna hai kaho dil chahe jitna pyar utna maanglo..ho.. tumko milega utna pyar main hoon na kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na dekhlo idhar to ek baar main hoon na kabhi jo tum socho ke tum yeh dekho arre kitna mujhko tumse pyar hai to chup mat rehna yeh mujhse kehna arre koi kya aisa bhi yaar hai dil hi nahi le jaan bhi le jo tumhe(2) ho.. to main kahoonga sarkaar main hoon na kiska hai yeh tumko… kehne ki ho dil me koi baat mujhse kaho koi pal ho din ho ya ho raat mujhse kaho koi mushkil koi pareshaani aaye tumhe lage kuch theek nahi haalaat mujhse kaho koi ho tamanna ya ho koi aarzoo(2) ho..rehna kabhi na bekaraar main hoon na kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na dekhlo idhar to ek baar main hoon na khamosh kyu ho jo bhi kehna hai kaho dil chahe jitna pyar utna maanglo..ho.. tumko milega utna pyar main hoon na kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na dekhlo idhar to ek baar main hoon na
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: Main Hoon Na (2004)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Shahrukh Khan
- Actor: Sushmita Sen
- Actor: Zayed Khan
- Actor: Amrita Rao
- Actor: Suniel Shetty
- Actor: Kirron Kher
- Actor: Bindu
- Actor: Satish Shah
- Actor: Boman Irani
- Actor: Rakhi Sawant
- Actor: Kabir Bedi
- Actor: Naseruddin Shah
- Actor: Murli Sharma
- Actor: Nassar Abdulla
- Actor: Kunal Kumar
- Actor: Sajid Khan
- Actor: Subhan Nadiadwala
- Actor: Mushtaq Sheikh
singer: Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
actor: Shahrukh Khan, Sushmita Sen, Zayed Khan