Roman script

mai hu dukhtare angur mast banana rang zamana  

hai mera dastur mai hu dukhtare angur 

mast banana rang zamana hai mera dastur

mai hu dukhtare angur 

mai hui thi paida engishtan me

mai hui thi paida englishtan me

ud ke aa pahunchi hu hindustan me

mere aashiq chin me japan me

mere shahraru roos aur iran me

mai hu dukhtare angur mast banana rang zamana  

hai mera dastur mai hu dukhtare angur 

meri masti ka ajab andaj hai 

meri masti ka ajab andaj hai 

meri fitrat ka anokha raz hai 

meri hasti zindagi ka saz hai

bandishi ke mere aawaz hai

mai hu dukhtare angur mast banana rang zamana  

hai mera dastur mai hu dukhtare angur 

sufi kahta hai ke mai aiyar hu 

sufi kahta hai ke mai aiyar hu 

saki kahta hai sharapa pyar hu

shef kahta hai ke mai baz tar hu 

ringa kahta hai ke mai gamkhar 

hu mai hu dukhtare angur mast banana rang zamana  

hai mera dastur mai hu dukhtare angur 

mera koi takat hai na taz hai 

mera koi takat hai na taz hai

phir bhi is duniya pe mera raz hai 

imtihane me farishti aaj hai 

tumko rakhni maikade ki laz hai

mai hu dukhtare angur mast banana rang zamana  

hai mera dastur mai hu dukhtare angur

Explore this song