Roman script

main hoon yaa tu hai baat ek hai
saans main loon yaa tu le baat ek hai
jism main rooh tu jaan ek hai
main hoon yaa tu hai baat ek hai
teri khamoshi kuch keh rahi
dil ki dhadkan kuch sun rahi
teri khamoshi kuch keh rahi
dil ki dhadkan kuch sun rahi
mere har sawaal ka tu hi jawaab hai, tu hi jawaab hai
tere liye hi jeena mera hi khwaab hai, khwaab hai
saans main loon yaa tu le baat ek hai
jism main rooh tu jaan ek hai
main hoon yaa tu hai baat ek hai
jeena tu marna bhi tu
khona tu paana bhi tu
dard tu marham bhi tu
manzil tu raah ki meri, saath ek hai
main hoon yaa tu hai baat ek hai
main hoon yaa tu hai baat ek hai baat ek hai 
main hoon yaa tu hai baat ek hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Nida Fazli, Chi Chi Paswan