Roman script

main hoon yaa tu hai baat ek hai

saans main loon yaa tu le baat ek hai

jism main rooh tu jaan ek hai

main hoon yaa tu hai baat ek hai

jeena tu marna bhi tu

khona tu paana bhi tu

dard tu marham bhi tu

manzil tu raah ki meri, saath ek hai

baat ek hai, saath ek hai

baat ek hai

Explore this song