Roman script

mai hun kaun mai hun kaun

mai hun mai hun kaun kaun

mai hun kaun

mai hun mai hun kaun kaun kaun

sari duniya mein mujhsa nahi 

sari duniya mein mujhsa nahi 

mai sab kuchh hun mai koyi nahi

mai hun kaun mai hun kaun

mai hun mai hun kaun kaun

mai yeh hun ya wo hun ek hun ya sau hun

tum jo chaho wo honn ya jo hun bas wo hun mai

mai hun kaun mai hun kaun

mai hun mai hun kaun kaun

mai aawara jungali janwar 420 anadi

chalata furja chalu chillar chalati ka naam gadi

mai albela anjana dariya dil deewana

mai har raste ka rahi

har shamma ka parwana

mai fanne khan farishta

mukkaddar ka sikandar

aflatun ajuba harfan maula mast kalandar

papi paji mai bhi pyara aasman se gira sitara

luchcha lafanga lampat loafer

circus babo kona jokar

pagal ghayal kayar shayar

kabhi mai botal kabhi mai fire

mai hun kamal mai bemisal

mai badmisaj mai beilaj

mai samajhdar mai khabrdar

mai bekarar mai kalakar

mai superman mai tarjan

mai dind dong mai king kong

sari duniya mein mujhasa nahi

mai sab kuchh nahi mai koyi nahi

mai hun kaun mai hun kaun

mai hun mai hun kaun kaun

Explore this song